Tujhe sooraj kahoon ya chanda
Tujhe deep kahoon ya taara
Mera naam karega roshan
Jag mein mera raaj dulaara
Main kab se taras raha tha
Mere aangan mein koi khele
Nanhi si hansi ke badle
Meri saari duniya le le
Tere sang jhool raha hai
Meri baahon mein jag saara
Mera naam karega roshan
Jag mein mera raaj dulaara
Tujhe sooraj kahoon ya chanda
Tujhe deep kahoon ya taara
Mera naam karega roshan
Jag mein mera raaj dulaara
Aaj ungli thaamke teri
Tujhe main chalna sikh laaoon
Kal haath pakadna mera
Jab main buddha ho jaaoon
Tu mila to maine paaya
Jeena ka naya sahaara
Mera naam karega roshan
Jag mein mera raaj dulaara
Tujhe sooraj kahoon ya chanda
Tujhe deep kahoon ya taara
Mera naam karega roshan
Jag mein mera raaj dulaara
Mere baad bhi is duniya mein
Zinda mera naam rahega
Jo bhi tujhko dekhega
Tujhe mera laal kahega
Tere roop mein mil jaayega
Mujhko jeevan do baara
Mera naam karega roshan
Jag mein mera raaj dulaara
Tujhe sooraj kahoon ya chanda
Tujhe deep kahoon ya taara
Mera naam karega roshan
Jag mein mera raaj dulaara
.... " Aai Baba ... you have been besides me since i have first breathed.Its my eternal and sole
duty to be besides you when you need me the most.I am...
Fuck that any thing that comes at you ... it shall pass through me before even it thinks of
coming at you .. and God save that thing from me ...
# posted by Upendra Phatak @ 12:54 PM